Monday 16 April 2007

of madness, love and poetry

A bacteria once entered my body and travelled far and wide, flourished well, before the antibiotics started catching up. Amongst other symptoms, it also created a sporadic craziness in me, (that hopefully is doing some good)!
The poems below were born in these sporadic crazy spells. I hope that this madness continues if it can do justice to my heart’s renderings!

'Pad ke aapke dil-e-baiyaan ko,
pairon tale se zameen jaati rahi
Jab dhoondna chaaha sahaara koi aur,
wo umeed bhi jaati rahi
Palat ke jab pada us ehsaas ko dobara,
sahaare ke chaah bhi jaati rahi'


'Is mulaqat se pehle, shauk to tha, par yeh aalam naahin
Ab jo mile ho, to yeh aalam bhi hai aur sama bhi
Arz –e-mohabbat ko hamaari, paagal kehti hai duniya
Aur humein is naam se koi gila bhi naahin'

4 comments:

Unknown said...

abe, kya ho gaya hai tujhe. We didint leave you like this when we last met....... any ways , wah wah to ur shaayarai ......:-))

Unknown said...

devi......aap ye bhi kar saktee hain hume pata nahi tha....ye phd ka development hai ya phele se hi tha.....per jaisa bhi hai...bahut accha hai....lage raho.....

Monica Gulati said...

amazing!!!!
Sahare ki chah bhi jaati rahi!!gehraayi haigi feeling wich!!

मीत..... said...

kuchh mohabbaton ki hadd ka khud mohabbat ko pata nahi hota... isme aapne us hadd ko chhu liya hai..:)